Click Here to Verify Your Membership
First Post Last Post
Others 💓 एक दरिन्दे से प्यार 💓 Love with a Repist

Intro:


Kaha jata hai ke pyar andha hota hai. Yeh bhi suna hai ke pyar par kissi kaa zor nahin chalta. Aur yeh bhi kehte hein ke Pyar na to jaat dekhti hai, na umar, na samaaj, na hi pyar ko kissi ka darr hota hai na khauf.
Pyar ko khuda kaha jata hai. To kehte hein jo pyar karta hai unn mein rab baste hein, aur jiss dil mein pyar na ho woh shaitaan ka ghar hota hai.
Ab sunne mein yeh bhi aya hai ke apne dushman se bhi pyar karo to dushmani bhi khatam ho jaati hai? Kiss had tak yeh sahi hai? Yeh wohi jaane jiss ne eisa kabhi kiya ho!

Kia ek ladki ko apne rapist se pyar ho sakta hai kabhi? Rapist yane balatkaari! Ek balatkaari se kissi ladki ko pyar ho sakta hai? Kia yeh mumkin hai?
Iss sawaal ka jawaab iss kahani mein aap ko ek eisi ladki se milegi jissko apne rapist se pyar hua. Magar keise aur kyun hua, halaat keise the, kiss ki haalaat kiss se judi hui thi, eisa kyun hua, rapist kaun tha, usski kia kahani thi, usska kia assar pada ladki par, aur ladki ki kia assar para rapist par….. Yeh sab kahani padhne ke dauraan aap sabko pata chalega.
Yeh Shayana aur Samir ki kahani hai. Inko haalaat ne kiss tarah milaya aur kaun si mod par kiss ko kiss se pyar hua kahani padhne ke baad aap ko pata chalega.
Attached Files Thumbnail(s)
   

1 user likes this post  • sindhur
Quote

Nice Intro

Quote

(11-03-2018, 09:09 PM)dpmangla : Nice Intro

Thanks bro.

Quote

Update 1 Shanaya.
Shanaya

Shanaya ek bahot hi achchi ladki thi. Bahot hi khubsurat, masoom, magar padhi likhi, BA passed ladki thi. Usski nazrein hamesha zammen dekhti thi, woh kissi se baat karti thi to shayad hi kissi ko nazrein uthakar dekhti thi apnon ke ilawa. Usski paalan posan ek eise parivaar mein hui jiss se uss par bahot achchah assar pada aur woh bhi apne parivaaar wali jeise achchi, nek, hansmuk, khushnumah insaan baani. Ghussa kissko kehte hein ussko pata hi nahin tha. Uss ne kabhi bhi ghussa nahin kiya tha apni zindagi mein. Bachpan se sab kuch itna khushgawaar guzra ke 23 saal ki hone tak kabhi Shanaya ko ghussa nahin aaya kissi bhi baat par nah hi kissi se kabhi bhi. Apne maa baap se itna pyar mila, itne apnapan , maamta mili ke Shanaya ko zindagi se kabhi koyi bhi shikaayat nahin hui. Usski adaein, swabhaav eise the ke kissi ko bhi uss par pyar ajaae. Bahot sare ladke ne ussko paana chaha magar Shanaya ne kissi ko apne karib nahin ane diya kabhi. Han ekaat dost bane jinn dinon woh college jaya karti thi, woh bhi sirf tuition ke waqt ladke dost bane magar dosti se ziada kuch bhi nahin hua kabhi halaan ke unn ladkon mein se kayi ka dil Shanaya par aya magar Shanaya ne saaf alfazon mein keh diya ke dosti tak thik hai agar kissi ne bhi uss se ziada rishta banana chaha to woh uss se dosti tod degi. To uss darr se kissi ne kabhi ussko propose hi nahin kiya uss ko chahte hue bhi.

Apne ghar mein sab se badi thi woh, maa baap ki pehli aulaad thi. Usske baad ek chota bhai aur ek choti behen thi usske. Baap bank mein ek mulazim tha, maa house wife thi bachchon ki dekh bhaal aur ghar ki kaam kaaj karti thi, woh khud ek full time job thi ek house wife ke liye.

Bachpan se Shanaya ko sikhaya gaya tha ke ek vachan ko kabhi nahin todna chahiye kissi bhi keemat par. Shanaya ka papa bhi bahot hi nek insaan the aur usski maa bhi weisi hi achchi awrat thi. Kul mila ke inn donon ki hi chhabi thi Shanaya mein. Weise hi achchi aulaad bani woh jeise usske parents the. Kuch bhi ghalat nahin karte the kabhi iss parivaar ke log. Bilkool seedhe the aur sahi tarike se zindagi basar karte the. Apne papa ki pyari thi Shanaya. Aur chote bhai behen to jaan chidakte the Shanaya par. Maa ki enkhon ka tara thi woh.. Jab Shanaya 18 saal ki hui to shaadi ki maangein ane lage the. Magar Shanaya ne apne papa se kaha ke woh abhi shadi nahin karna chahti… Usski badi khwahish thi ke apne peyron par khade hokar kaam kare aur apne papa ko kuch saalon tak help karein chote bhai behnon ki studies ke liye. Papa bhi maan gaye aur ziada study karne diya Shanaya ko. BA pass ke baad jaldi naukri mil gayi Shanaya ko aur bahot hi khush thi woh ke apne papa ko help kar sakti thi har mahine salary apne papa ke hathon mein thamaa kar. Papa bilkool apni beti ki kamaayi nahin leta magar keise bhi karke Shanaya khud ghar ke financial maamlon mein khud contribute karne lagi. Papa ko sach mein bahot asaani hui.

Shanaya ziada bolti nahin thi. Khamosh kisam ki ladki thi. Han apne ladki doston ke beech baat cheet karti thi magar ziada tar weh log bolte aur Shanaya sunti ziada thi bolti kum. Jab koyi eise weise baat karti jo ussko passand nahin to Shanaya unn ke beech rehti hi nahin kissi koney mein akeli chali jaati thi.

Jiss muhaley mein woh rehti thi wahan ke sab log ussko behad passand karte the kyun ke woh bahot hi achchi ladki thi upar se bahot ziada khub surat uss par se seerat to ghazab ki thi hi. Naukri se wapas ane ke baad jahan bus stop se utarti thi to koyi 50/60 metres chalne ke baad apne ghar ko aati thi. Unn dawraan chalne se, beech mein do dukaanein aati thi, ek mechanical workshop, ek hair dresser ki dukaan, ek maternal bachon ka school aur ek Majid bhai ka dukaan jahan se Shanaya ki papa sab kuch kharidte the aur khud Shanaya bhi wahin se chizein leti thi. Majid bhai ki dukaan mein sab kuch milta tha kitchen ke samaan se lekar dress aur make up aur chudiyan, anguthi etc.

Shanaya itni khubsurat thi ke ussko makeup ki zaroorat to nahin padti thi phir bhi thoda bahot cream powder aur perfumes istemaal karti thi. Bilkool gore rang ki thi, baal bahot lambe aur khub surat the aur usski enkhen bahot khub surat the. Woh hamesha sar jhuka kar chalti thi. Usski enkhen unhi logon ko dikhte the jiss se woh sar utha kar enkhon mein enkhen milakar baat karti. Varna har kissi ko yeh chance nahin milta ke Shanaya ki enkhon ko dekh sake. Usski honth bina lipstick ke behad laal the. Sabse attractive baat thi usski muskurahat. Jaan lewa thi usski smile, woh jab muskurati thi to samajh lo koyi bhi fida ho jata tha aur ussko smile karte dekhne ke liye taraste the log…. Ek ajeeb si kashish thi usski muskurahat mein… lavzon mein bayaan karna namumkin hai usski muskurahat ko…. Lagta tha ek pari zameen par utri hui hai aur khuda ka karishma nazar ata tha usski smile mein…. Uss mohale ke ladkon mein se kuch ladkon ne Shanaya ke kareeb jane ki koshish zaroor kiye magar naakaam rahe. Baad mein wohi ladke usski izat karne lage kyunke sabko pata chal gaya ke Shanaya bahot alag kisam ki ladki hai koyi eisi weisi nahin.

Jab Majid bhai ke dukaan ke paas se guzarti to har sham ko Majid bhai kehta “Shanaya beta kuch nahin chahiye? Din thik se guzra nah?” Aur har sham ko Shanaya Majid bhai ke dukaan ke paas aate aate khud sar uthakar usske taraf muskurate hue dekhti aur jawaab deti. Aur agar kuch samaan leni ho to andar jaati lene ke liye. Kabhi apne liye kuch leti to kabhi apne bhai aur behen ke liye kuch snacks ya mithaiyan kharidti thi. Shanaya ke liye Majid bhai hamesha discount deta tha kissi bhi samaan kharidne par. Woh bachpan se apne papa ke saath Majid bhai ke dukaan par jaati thi to Majid bhai se achchah pehchaan tha. Majid bhai Shanaya ke papa ka hum umar tha aur Shanaya ko apni beti ki tarah dekhta tha, balke kabhi kabhaar Shanaya aur Majid bhai ki beti Zarina ek dusre ke yahan jaate time pass karne ko. To Zarina aur Shanaya dost the.

Ek din jab Shanaya Majid bhai ki dukaan par pohunchne hi wali thi usski mobile baji, dekha to Zarina ki call aa rahi thi. Zarina ne kaha, “Sun sun agar tum mere papa ke dukaan ke paas reach ho gayi ho to uss ko mat batana ke mera call hai, aur mere bare mein pooche to bolna ke tum mujhse nahin mili, main apne boyfriend ke saath hoon late aungi bye!!”

Shanaya Zarina se sheher mein mili thi uss din, aur ussko pata bhi nahin tha ke sham tak woh wapas nahin aayi hai. Ab udhar Zarina ko pata tha ke uss waqt Shanaya usske papa ke dukaan se guzarti hai aur usska baap Shanaya se baat cheet ke dauraan usske bare mein pooch sakti hai, issi liye Zarina ne socha ke kahin woh bata nah de ke woh suu se mili thi, to phone karke ussne mana kar diya batane ko…..

Ab eise batein kia Shanaya par koyi assar karti thi? Kia Shanaya jab dekhti thi ke har usske friends ke boyfriends hein, to ussko kuch kami mehsoos hoti thi? Nahin bilkool nahin. Shanaya na to heyraan thi ke Zarina eisa keise kar sakti hai apne papa ko dhoka dete hue, aur nah hi Shanaya ko koyi taajub hui ke Zarina apne boyfriend ke saath hai. Shanaya uss phool ki tarah thi jo keechad ke beech rehkar bhi apne aap ko behtareen rakhe aur sambhaale hue the. Uss par kissi bhi modern activities, ya society ki naye chizon ka prabhaav nahin padta tha. Woh jeisi thi apne aap mein bahot khush thi aur weise hi rehna passand karti thi. Usski apne usool, apne tarike the zindagi jeene ke liye.

Kaam ek bade software company mein karti thi magar ek simple administrative clerical job thi. Aur woh uss se khush thi.

Pure ek saal tak kaam kar liya uss company mein, agle saal salary mein increments bhi mil gayi, aur promote bhi ho gayi chief clerk tak. Usski khushion ka inteha na tha. Ghar aakar apne parivaar ke saath apni khushion ko banti thi mithaayon ke saath. Majid bhai ko bhi bata diya. Aur ek do logon se baat hui raaste mein unnko bhi khush khabri de diya Shanaya ne. 24 saal ki hone ko aayi aur ab baat usski shaadi ki phir se hone lagi. Magar Shanaya ne phir inkaar kiya aur rone bhi lagi apne papa se yeh kehte hue ke aaj ki daur mein yeh shadi karne ki umar nahin hai! Woh aur kaam karna chahti hai aur shadi ke bare mein baad mein sochegi. Baap ne zor nahin diya aur jinn logon ne shadi ki prastaav bheje the unnko inkaar kar diya.

To be continued…………….

1 user likes this post  • dpmangla
Quote

Update 2.

Samir

Samir!! Isske bare mein kahan se shuru karun samajh mein nahin araha hai - ya to flash back mein isski zindagi ke bare mein likhun ya on the spot yehi mushkil lag raha hai….khair dekhte hein kia banta hai….
Weise dosto aap sabko ek baat bata dun ke main ne iss kahani ko direct ** se shuru karna chaha tha. ** se start karta pehla update; phir flash back mein kahani ko age badhaata….. phir mujhe laga ke Shanaya ki character ko sab se pehle post karna behtar hoga taake aap sabko usski bare mein bata dun…. Behrehaal chalo ab Samir ke bare mein jaan lete hein…….

Samir ek handsome nawjawaan tha. Thoda sa sanwla rang ka, 6 feet 1 inch ka kad, chawda seena, thoda sa body building kiya hua tha iss liye Tshirt par usski muscles dikhte the. Samir ka smile bhi jaan lewa tha ladkiyon ke liye. Iss liye ke sanwla tha, usski smile se usske khubsurat ujle dant usski muskurahat par chaar chand lagata tha. Ladkiyan fida hote the usske bhi smile par. Magar kia Samir ladkiyon mein interested tha?..... Abhi, Matlab ** se pehle Samir 29 years ka hai. Magar kahani yahan nahi shuru hoti, kahani tab se start hui jab Samir 20 saal ka tha. Ab jabki Shanaya 23 ki hai aur Samir 29 ki to sochlo jab Samir 20 ka tha tab Shanaya kitni ki thi…. ….. Magar tab to na Samir ussko janta tha aur na Shanaya Samir ko.

Samir 20 saal ka tha tabhi se police mein bharti hona chahta tha. Normal police nahin kissi special branch mein hona chahta tha woh. Us waqt patla sa tha, aur issi liye body building shuru kiya tha tabhi. Aur taqdeer achchi thi ke Police department mein recruitment chalne ki news aayi aur jhat se apply kiya Samir ne. kuch mahinon tak besabri se intezaar karne ke baad doston mein baat chit chal rahi thi Samir ki. Bahot sare dost the usske har nawjawanon ki tarah. Ziada tarr kiss bare mein batein hoti thi? Chalo hum bhi innke vaar taalaab sunte hein……


Dost: “Abe sunna tumne uss Kavita ki kia hua?”

Samir: “Are gaand maar yaar sab ek jeise hote hein aaj kal ki ladkiyan!”

Dusra dost: “Sala kissi ne kabhi socha nahin tha ke Kavita eisi niklegi! Dhat teri ki!”

Teesra dost: “Abe mujhe agar pata hota to main hi chod deta ussko!!”

Samir: “Dosto main hamesha se kehta aya hoon ke aaj kal ki ladkiyon ka koyi bharosa nahin! Sab randi hein! Choti si umar mein sabko boyfriends paalne ka shauk hein, sab chumma chaati karte hein college jaate waqt aur baaghiche mein chudaayi karte hein chote se hi!! To Kavita bhi veisi hi nikli nah aakhir! Saala 15/16 saal ki ladkiyan apne apne boyfriends ke saath kissi na kissi kone mein kia kia karte rehte hein college khatam hone ke baad sabko pata hai!!”

Pehla dost: “Are Samir to kia hum logon ko achchi ladki nahin milegi shaadi ke liye? Sab phate hue choot milega kia humko? Hahahaha!!”

Dusra dost: “isski maa ki!!! Sala mujhe agar ek virgin nahin mili to suhaag raat ke raat ko hi wapas bhej dunga saali ko!!”

Teesra dost: “Abe kia bakta hai nahin kar paega, humbistar hone ke baad sab bhool jaega, itna maza aega ke ussko chorrna nahin chaega!! Choot ki maja miljaega to dekhna!!”


Samir: Yaar pehle pata to chale ke ladki kunwari (virgin) hai ke nahin? Keise pata chalega ke usski boyfriends nahin the? Kia woh bataegi tunmko? Sala aaj kal jo hostel mein rehne jaate hein ghar se 100 kilometres door woh to khub maja karte hein boyfriends ke saath, khub chudayi kar lete hein fir ladke se kehte hein, ‘hum dost reh sakte hein mere gharwalon ne mere liye ladka dekh liya hai shaadi ke liye main inkaar nahin kar sakti apne parents ko!!... madarchod Sali chudayi boyfriends se aur shaadi maa baap ki passand kiye ladke ke saath randi saali savitri bante hein!!”

Ek aur dost: “Magar Samir yaar, sab ladkiyan to ek jeise nahin hote…. Kayi baar to maamla ulta hota hai, kitne ladkon ne dhoka diye ladkiyon ko yeh keh kar ke unn ke ghar walon ne unn ke liye ek achchi ladki dekh liya hai shaadi ke liye aur woh sheher mein kissi aur ladki ke saath ratein bitata tha aur uss ladki ko chorr kar maa baap ki passand ki gayi ladki ke saath shaadi karne chala jaata hai!! Yeh bhi to hota hai nah?!”

Samir: “han han!! Magar main ladkiyon ke bare mein baat kar raha hoon nah!”

Pehla dost: “Yaro kia tum mein se kissi ne kabhi socha tha ke Kavita jeisi shushil ladki iss chhoti si umar mein bina shadi kiye pregnant hogi? Kitna chudwayi ussne iss umar mein!!”

Samir: Kyun sirf Kavita yaad hai tumhein? Uss ladki ko bhool gayi jissko Tamer pyar karta tha? Woh bhi to kissi aur se chudwa rahi thi mahinon se? Aur kunal bhai ki patni yaad nahin? Shaadi ke 3 mahine baad pata chala ke woh chudwa rahi hai ek padosi ke bête se? Aur bhaag gayi usske saath? Aur Rajni yaad nahin jissne apne dewar se chudaayi kiye the aur pakre jane par ** ka case lagaya tha devar par? Kitne eise case hai yaaro?!! Mujhe to bilkool bharosa nahin aaj kal ke ladkiyon par, sala jahan dekho sab chudwa rahe hein bina shadi ke! Sab randiyan hein sab ke sab!! Thoooooo!!!”



Dusra dost : Hahaahahaha!! Thook kyun raha hai tumko bhi to maja aega chodte waqt Samir!!”

Samir: “Mujhe koyi shawk nahin eisi weisi ladki ke saath sex karne ki! Mera haath kaafi hai!”

Pehla dost: “To kia tu kabhi shaadi nahin karega kia? Shadi ke baad nahin chodega tu? Ya tu thik nahin hai be?!!”

Samir: “Abe gaand band kar! Kia thik nahin hoon!! Shaadi? Kia shaadi? Kia guarantee hai ke jiss se shaadi hogi woh sati savitri hogi? Kia pata ussne bhi inn logon ke jeise chudaayi kar liya ho pehle se hi?”

Teesra dost: “Are Samir yeh to bata tu shadi karega ke nahin?”

Samir: “Abhi nahin! Abhi to police mein mujhe bahot kuch karna hai, main jo banna chahta hoon woh ban jaun tab sochunga…. Woh bhi aaj kal ki ladkiyon mein ek mere choice ki dhundna asaan baat nahin hai….”



Dusra dost: “Matlab tab tak tu haath se polish karta rahega hahaahahaha!!”

Samir: “Jo samajhna hai samajh tu, magar main kissi call girl ya prostitute ke paas kabhi nahin jane wala chahe kuch bhi ho jae!”


Iss conversation se yeh to pata chal gaya ke Samir ke kia khayaalaat the jab woh 20 saal ka tha tab!! Magar phir kia hua? 20 saal se lekar 29th year tak pohunchne mein kia kia hua usske zindagi mein? Ek jhalak dekhte hein……


Police ke special force mein daakhila hua usska. Ek squad tha jisska naam tha “Special Intervention Squad” Wahan bahot hi kadak kissam se training hote the. Bahot sare recruits bhaag gaye! 60 recruit hue the 1 mahine ke baad Samir ke saath sirf 15 bache training continue karne ke liye! Har roz bhaagna, swimming karna, drills karna, underground khude hue zameen ke niche ghanton bhar bina khae piye rehna, pistol aur bade bandook se firing drills karna, bandook ko bazuwon mein upar uthaa kar long distance bhaagna bina ruke….. group mein se agar kissi ek ne ghalati kiye to pure group ko punishment milna… aksar dusron ki vajah se Samir ko bhi punishment milta tha. Kyun ke woh uss group mein the jiss mein kiss dusre ne ghalati kiye! Har exercise mein Samir excel karta tha. Superiors ke nazar hamesha Samir par rehte the. Reports mein Samir awwal tha. Har dusre superiors ko khabar mil gayi thi ke new recruits mein ek Samir naam ka nawjawaan sabse behtar hai. Usse kissi tarah ka mushkil se mushkil task diya jae woh bina kissi ghalati ke pura karta tha.


Kuch eise superiors bhi the jo jaan boojh kar Samir se sab se ziada kathin task karwate the yeh dekhne ke liye ke woh kiss kaabil hai. Superiors bahot khush hue the jab Samir sab sahi karke paas hote the.

Jangalon mein hafte bhar bina khana pina group ko chorr diya jata tha. Zameen se khana nikalna, kissi bhi jaanwar ko maarke khana, khud pakana, zameen se roots ukhaad kar khana.. yeh sab kiya tha Samnir ne!

Aakhir mein Comandos ka selection hua aur Samir ko first Comando chuna gaya!! Usske baad aur kathin tasks aur exercises start hui! Tab tak Samir 21 saal ka ho gaya tha.

To be continued……………….

1 user likes this post  • dpmangla
Quote

Nice Posts

Quote

(12-03-2018, 04:31 PM)dpmangla : Nice Posts

Thanks dpmangla ji

Quote

Yaar police tha ki military, commando kese ban gya

Quote

Yaar police tha ki military, commando kese ban gya

Quote

Update 3.

Tough training continues

Bhaot ziada kadak training, raaton ko jaagna, daraawne jagaon par raat guzaarna, bina khana pina rehna, pahaadon par din kaatna kade dhoop mein, itna kuch sehna par raha tha ke unn baaki recruits mein se bhi kayi aur bhaag gaye. Kuch superior trainers bilkool jalaad lagte the, eise eise tasks diya karte the jeise ke yeh sab recruits nahin mujrim ho! Aapas mein jab sab recruits batein karte the kabhi kabhaar to unn superiors ko jalaad hi bulaate the. Inn naye jawaanon ko bahot ghussa ata tha aur mann karta tha ke unn trainers ko pakar kar maarein! Magar assal mein weh jalaad nahin the. Naye recruits ko mazboot aur kadak banane ke liye yeh sab kuch karna zaroori tha. Superiors ka kaam tha unn ko uss tarah ki training dena.

Aur kabhi kabhi special intervention unit ke saath kissi case par ya khatarnaak mujrimon ko pakadna hota tha to innko uss unit ke saath bheja jata tha seekhne ke liye ke keise kia kiya jaata hai. Yeh new recruits supporting unit ke naam se jaate the. Bilkool soldiers ki tarah posaak pehne, sar par helmet, haath mein sniper, kamar mein pistol, chaku, hand grenades aur peeth par ek bada sa basta lade hue. Inn sab ke saath dawdna padta tha aur kabhi mujrim ke peeche paagal kutte ki tarah bhaagna padta tha. Golion ki barsaat bhi hote the aur kabhi kabhi yeh log ghayal bhi hote the.

Aur jab mahine bhar baahar training ke baad unit par aate the to bus 24 ghate ki rest milti thi. 9 dost ban gaye the Samir ke. Sab Comandos ki training par the. Ab unit mein, raat ko sab so rahe hote the to achaanak raat ke 2/3 baje unn ko jagaya jaata tha aur uss waqt training kiye jaate the. Yeh sab jaan boojh kar kiya jata tha unn sabko mazboot banane ke liye. Bilkool chain nahin tha. Araam nahin ta bus training, training aur training! Samir khamosh rehta tha magar andar hi andar sab kuch bina kuch bole seh raha tha kyunke usski manzil aur thi. Woh sab se best Comando banna chahta tha kissi bhi keemat par.

Kadak dhoop mein samandar kinaare, baloo par ghunse maarna, nange paon garam tapti hui reth par bhaagna, usss par bina kapde pehne letna, yeh sab bhi karwaya jata tha sabse. Samir sab chup chaap karta jata tha, baaki ke sab dost log dant pees pees kar galian nikaalte the. Baloo se bhare bori peeth par laad kar bhaagna… apne mein ek competition karwana, ek dusre se fight karna, self defence ki techniques seekhna… aur bahot bahot kuch eise tasks se guzarna par raha tha Samir ko. Kayi baar ghane jangal mein ek pure peyr ko lakadhaade ki tarah kaat kar apne kaandhe par ussko kitne meel tak chalna aur bhaagna bhi parta tha. Uss darkhat ko apne kaandhe par laade hue paahaad bhi chadna aur utarna padta tha kayi baar. Uss dauraan kayi dost ghaayal bhi ho gaye uss exercise ko karte waqt, yaa to paon ki phisalne se gir pade, ya kamar mein dard se zakham ho gaye vaghaira vaghaira….

Inn sabhi tasks ke dauraan ek hi trainer superior nahin hota tha, har roz weh badalte rehte the. Samir ke naye doston mein ek usske kaafi karibi ban gaya tha jisska naam tha Afzal. Afzal bahot ghussa karta tha jab superiors ziadati karte the. Magar Samir ussko har waqt rokta sambhaalta tha. Ek roz to Afzal ko itna ghussa aya ek Supeior ko maarne chal pada. Baaki ke doston ne Samir ke saath milkar ussko roka. Uss superior ne report mein Afzal ke liye punishment likha. Dusre din jab dusra superior aya to Afzal ko ek taraf legaya aur ussko 24 hours ek badhbudaar toilet mein band kiya baahar se taala laga kar!! Baahar nikalna naamumkin tha. Chawbees ghante Afzal usske andar band rahe. Dusre roz jab ussko nikala gaya to woh Samir ke gale lag kar bahot roya aur kaha ke woh give up kar raha hai, wapas apne ghar jaa raha hai. Tab bhi Samir aur baaki doston ne Afzal ko samjha boojha ke rok liya. Aur ek din ek aur dost ko punishment yeh mili ke ussko 12 ghanton tak keechad mein gale tak rakha gaya, aur ek teesre saathi ko lapakte hue garam aag ke paas din bhar bandha gaya…. Yeh sab sehne ke baad sab apne aap mein batein karte the ke kia weh soldiers hein ya quaidi? Eise bartaav kiya jata hai sainikon ke saath? Uss din Samir ne socha ke kissi superior se baat karega. Aur ussne appointment liya superior ke chief se baat karne ki.

Uss chief ko Samir ke bare mein khabar mil gayi thi ke woh sab se behtar candidate hai naye joined hue group ki. Samir ne milne ke baad Chief ko bataya ke keise salook kiye jaate hein unn sab ke saath aur yeh maanavya nahin lagta, kyun uss tarah ke bartaav kiye jaate hein? Samir ne samjhaya superior ko in lavzon mein,

“Sir hamare doston mein se kayi log stressed hein aur dimaagh garam ho jata hai. Kayi bar to superior ko maarne par utar aaye the dost log. Kia aap eise bartaav ko rok nahin sakte? Mere dost log aur main khud ek eise maansik tanaav se guzar rahe hein ke kabhi bhi kuch bhi ho sakta hai, iss liye mera aap se darkhwast hai ke aap kuch Karen please!” Tab chief ne kadak aur bahot hi gambhirta se English mein yeh jawaab diya Samir ko!

“You all have to undergo all those situations! It forms part of the game and duty. Can you know what you may have to go through if ever you are being captured by enemies? You may get to suffer hundred times more atrocities that that. So we are preparing you guys to become stronger and be able to face such occasions if ever they occur in your life! A comando is not an ordinary man! You will have to be inhuman at times when it comes to save your life! Otherwise you cannot be a Comando. Have you ever eaten raw meat of a dead animal? You may have to go through such things if you get to face enemies in a deserted pace. Do you know what a war is? Do you have an idea what is to face a terrorist? Do you know what kind of atrocities a terrorist can make you go through? Millions of times more than what you are facing here my boy! Well I know what the mental condition of all of you is and its now time for the pshycologist to follow you guys. You are all stressed and your mental condition demands repairs so the psychologist will guide and prepare you, this is also part of the duty and tasks. You are a very strong young man both physically and mentally and I am proud of you. But I want to give you a little private advice regarding what for you came here – A commando NEVER fights for his friends, A commando looks only for his and only his duty, he does not have to interfere in the program of his superiors neither he should ever come to talk in favour of anyone! We, here know what we are doing and what we have to do, there is no need of syndicate and anyone to speak for someone else. This is a place where each one looks for his own benefits not for others, this is not normal life, you are out of the common world, here there is no brotherhood, no relationship, no attachement to anyone. Here you only take orders and execute them. No place for sentiments, no room for feelings and all that. Bear this well in your mind my boy.”

Samir wahan se niraash nikla aur jaa kar ek kone mein chup chaap medidate karne laga ek gehri lambi sannss lekar….. Kabhi kabhi eisa lagta tha khud khushi kar le woh!!! Niraash ho jaata tha kabhi… kabhi khud apna hausla badhaata tha khud ko tassali de dekar…. Maansik santulan khone ka sambhaavna tha eise haalaat se guzarte hue. Woh apne doston ki chinta ziada kar raha tha apne khud se!

Phir dusre din sach mein as part of tasks mein ek Phycologist ne unn sab ki class liye. Sabko iss kadar baton se tayaar kiya uss doctor ne, ke sab apne andar ek ajeeb si taaqat mehsoos karne lage. Pata nahin kia jadu tha uss doctor ki baton mein jo baton, lavzon se insaan ko taaqat aur jine ki raah dikhata tha. Sab ke sab bilkool relaxed feel karne lage aur ek josh jeisa paida ho gaya unn sab doston ke beech aur firse tayaar ho gaye sabke sab maidaan mein utarne ke liye!

Ab physical exercises aur task ke ilawa academic class bhi hote the. Kuch lessons yaad karna padta tha aur exams bhi hote the. Sabhi exams mein Samir hamesha ki tarah first ata tha aur baaki ke bache dosts bhi ache number se pass hote the. Kabhi sirf 10 ghante ke baad di gayi lessons par test hota thaa. Kabhi 20/25 notes ko yaad karna padta tha by heart aur test mein bina ek lessons ko bhoole ya miss kiye sab jawaab dena padta tha. Ab revolver aur bandook ki essentials aur utilities ki lessons aur rules seekhaya gaya aur lessons diye gaye. Aur order mila ke jiss ne bhi ek jawaab sahi nahin diya ussko 24 ghanton ke liye khatarnaak jagah par quaid kiya jaega!

Aur Comando ke yeh rules diye gaye sabhi ko aur by heart zindagi bar yaad rakhne ko kaha gaaya aur test mein sab sahi jawaab dena bhi hoga!

The Comando Rules and orders

1. Impossible is possible, if it can be done it will be done if it can’t be done it will be done.
2. Work with fewer resources.
3. Work in lesser time – split second timing.
4. Division of responsibility and function – one job one man.
5. Work with fewer men – man apart every man an emperor.
6. Areas of operation – accept hostilities as a way of life as your home is behing enemy lines
7 Goal at any cost – as no return assured.
8. Obedience to death.
9. Buddy’s life is my life, but operation is more important than any life.
10. Local command and control – our decision, our responsibility.
11. Dark is safe – sleep by day, fight by night.
12. Avoid the road – take the bush.
13. Avoid the bridge - take the river
14. Overcome the obstacle or go around it.
15. Do or die – kill the enemy before losing your life.
16. Know no tiredness – relax and you will end up dead.
17. Survive at any cost – live off the land.
18. Unbeatable vigor, unbreakable spirit – never say die, die another day, die hard.
19. Stealth is strength.
20. Disguise your intention – use decephon and diversion.
21. Hit and run.
22. Kill or be killed.
323. Don’t let the enemy break you.
24. Forget the dead, remember the ops.
25. Who dares wins.

Commandments
1. My country comes first.
2. One for all /all for one.
3. Truth to the brother Comando
4. My weapon is part of myself.
5. Darkness is my best friend.
6. My equipment is primordial.
7. Win, win , always win.
8. Intelligence, surveyance and recover
9. Have no pity, shoot to kill
10 Above all we rise.


The Four Golden Rules of Firearms Safety

1. All guns are always loaded.

2. Never let the muzzle cover anything you are not willing to destroy.

3. Keep your finger off the trigger till your sights are on the target.

4. Identify your target, and what is behind it. Never shoot at shadows and/or noises.

(The 4 golden rules of pistol is available everywhere on the internet)

Sab ko yeh diye gaye aur sirf ek raat mila sab padhkar memorise karne ko kal subha test mein innke jawaab dene the!! Sab dost apne apne bed par leth gaye kagaz ka tukda lekar aur rules padhne lag gaye… kissi ki enkh lag jaate to koyi ussko jagaata phir koyi aur so jaata to ek aur ussko jagata….. Aab mein bhaichara tha…. Phir milkar decide kiya sab ne ke kuch log adhe raat soye baaki jaage, aur jab weh jaage to dusre team soye.. Aur weisa hi kiya gaya; magar Samir donon shift mein jaagta raha bilkool nahin soya aur pure rules ko padhkar memorize kiya ussne!!

“Kahan se itni taaqat laate ho tum yaar? Itne thakaan ke bawajud tumko neend nahin aayi, tum raat bhar jaagte rahe aur lessons yaad karte rahe” Afzal ne poocha Samir se! Aur samir ne sirf ek choti si muskurahat se ussko jawaad dete hue kamre se nikal gaya.


To be continued…………….

1 user likes this post  • dpmangla
Quote






bhabhi ki chudiachut me unglihot shakila picssex story of bhabi in hindiindian desi pronsex story in bangla languagesexi nehahinglish sex storiesadult suckling videosnamard patiseksi banayanritelugu sex stories scriptmature auntiessonali bendre fakesnamitha super hotindian boobs in sareeskamasutra real imagesurdu story in sexytamil sex stories tamil languagesexy simiworlds top ten pornstarssonia ki chudaisex chudai storylumba lundsri lankan fucksfucking bosses wifehot indian girls exbiisexy story in urdu fontsdijainar pajeb naveletamil aintydesi crossdressing storytamil hidden cam videosdesi hindi storitmkoc porn babira ki chut m ek kidadominant mistress storiessexy marathi kathaindian porn star jasminerotic stories hindidesi bathing in rivertamil mamishot priyamani asspinoy true sex storiesmaki chootamazingindians auntiesmalayalamtoplessexi urdu storysweet pussy exhibitionkajal agarwal chesturdu kahaniyan urdu fontshakkeela xxxdesi bobs picarmpit gallerychut chatihot desi mms clipbhabhi chudai sex storiesप्रियंका चोपड़ा के अन्तरंग सीनेaunty hindi storybhabhi chudai hindiamma makan sextamil akka sex storysex xxxpicturesindian sexy storiyladki ki kahanisex jokes in hindi languageBiday balar opoharfunnysex photosbehan bhai sex storynaked telugubrekmil kar ke bahut choda sexy storydesi scandal forumtelugu six storistelugu hot stories in telugulund ki kahanibhabhi kotamilsex stoymaids xxx videoshindi choot lund storiestarak mehta storiestarak mehta ka ulata chashmaakkavin surul armpits photosglamorous aunty