Click Here to Verify Your Membership
Poll: Are You Like This Story? (Kiya aap is kahani ko pasand kar rahey hain?)
This poll is closed.
Yes(Haan)
12 Votes, 100.00%
100.00%
No (nahi)
0 Votes, 0%
0%
12 vote(s)
* You voted for this item. [Show Results]

First Post Last Post
All In One kahan kahan se guzar gia

UPDaTE .................................568


mami farah ko jab pata chala keh khalal nargis ko larky wale dekhne aa rahy hin toh woh toh un ki taiari min lag gi meri un se baat na ho saki aur na mujh min hosla tha un se bat karny ka,,,,,,,,,,,,

khala nargis ki jis se shadi hone thi usne wapas jaldi jana tha isliye tay paya keh un ka nikah kar ke hi rukhsti kr di jaye kionleh saman wagira tou pehlay hi bana hoa tha is liye khala najma ke susral walo se bhi baat ki gi aur unko apni majboori batai gi wo is baat par razi ho gaye khala najma aur khala nargis ki shadi ke liye ek mahinay ka time rakha gaya,,,,,,,,,,,

ami ji aur shazia ke alawa baqi hum log ghar wapas aa gaye ami ji ne khala logo ki shadi ke baad wapas aana tha hum ko bhi talqeen kar de gi keh shadi se ek hafta pehly hum sab ne lahore aa jana hai   ,,,,,,,,,,,,,

ghar pahunch kar main sab se pehle chacha ji ke ghar se amma ji ko lekar aaya chacha ji ke ghar sab hi majood thy mujhse chachi ne lahore waloon ka haal ahwal poocha  chacha ji ne bas rasmi hi salam ka jawab diya aur koi baat na ki chachi ne bhi yeh bat note ki kionkeh wo chacha ji ki hi tarf dekh rhi thi main ne bhi un se zyada koi baat na ki ,,,,,,,,,,,,,,

main ama ji ko le kr apny ghar aa gaya ab mujhy chacha ji ki soorat haal dekh kar gussa bhi aata tha ab dar kam tha aur gussa zaida tha main ne bhi soch liya tha keh ab jo hoga dekha jayega darne ki zaroorat nahi,,,,,,,,,,,

ghar par bhi boriyat hi ho rahi thi kyun keh ami ji ke begair ghar bilkul hi suna suna lag raha tha bhabhi uzma ke sath thora bahut ghar ka kaam kar ke apny kamry min chali jati aur unka zaida time apny kamry min hi guzarta main zaida time amma ji ke kamry min hi guzarta  chacha ji ki wajah se unke ghar jany ko bilkul bhi dil nahi karta tha ,,,,,,,,,,,,

ek dopahar main aur uzma ama ji ke kamry min bethy thy keh bahar darwaza baja aur main ne ja ke darwaza khola tou samny mona aur uski dono behane thi matlab mafia aur kiran wo log ghar min dakhal ho gay ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,, 

main ne darwaze ki kundi laga di aur un se pucha is time khairiyat tou hai  tab kiran boli ami aur abu to shehar gaye huye hin main ne kaha is time shaher gaye hain khairiyat to hai tab wo boli is time nahi wo toh subah se gaye huye hin mujhe bahut hi herangi hoi keh is se pehly toh aisa nahi hota tha ,,,,,,,,,,,,,,

hum min se kisi ko bula kar apny ghar chor jaty the aur sath apny aap par gussa bhi aaya keh mery paas bahut accha chance tha main aaj in ke ghar kyun nahi gaya mona aur mafia aagy aagy chal kar bramday min pahunch gi jab keh kiran mere sath hi ja rahi thi kiran sehan min ruk kar mujh se boli babar kya baat hai tum ab hamary ghar nahi aaty  ,,,,,,,,,,,

main ne kaha kiran tum ko sab pata tou hai tum ne apne abu ki baat suni tou thi  meri baat sun ke kiran ne munh neechy kar liya aur brahmdey ki taraf barhny lagi main bhi usky pichy chal para main bhi yeh nahi chahta tha keh kiran yahan mere paas khari ho aur andar se mona ya uzma ya bhabhi bahr nikal ke hum ko dekh le ,,,,,,,,,,,,,,,,,

hum amma ji ke kamry min aa ke baith gaye aur baatein karny lag gaye tab uzma wahan se uthi aur sharbat bana kar le aayi amma ji ko jab pata chala keh chacha ji aur chachi shahar gy hin aur kiran logo ko ghar akila chor ke gaye hin toh unho ne narazgi ka izhaar kia,,,,,,,,,,,,,,,,,

kiran ne bhi kaha ke amma ji hum ko tou abu ji keh kar gaye the keh ghar mein hi rehna hai lekin ab hum ko dar lagny lag gaya tha kyun keh hum ko aisa lag raha tha jaisy humari chatt par koi hai yeh baat sun ke amma ji ka gussa aasman par tha kiran boli hum ne jaldi jaldi ghar ko band kiya aur yahan aa gaye,,,, 

kaafi dino baad aisy akely min chacha ji ke begair kiran aur mona se mil raha tha ek taraf toh main unko apny samny dekh kar khush tha aur sath hi udas bhi tha kyun keh unke sath mein koi bhi baat nahi kar pa raha tha kionkeh sab kamry min thy,,,,,,,,,,,,

 uzma ne meri bechaini feel kar li ke main kya chah raha hoon tab wo kiran se boli awo kiran chal ke chaye banaty hin tou kiran uske sath Jany lagi piche se mona bhi khari ho gi tou uzma ne kaha miss mesni tum yehi baitho hum bana kar lety hin unke jane ke baad mein ne mona ki taraf dekha jo amma ji ke paas behti hui thi,,,,,,,,,,,,,,,

main ne usko smile karke dekha aur ankhon ke isharay se os ko bahar aany ka kaha usne mera ishara samajh kr waisy hi meri tarh mafia aur amma ji ki taraf ankhon se ishaara kar ke apne sar ko na min hilaya main mona ka ishara samajh gaya tha main wahan se uth kar bahar aa gaya aur kitchen ke samne se guzarty huye uzma ko ishara kia uzma wahan se mery paas aai aur mujhse kehny lagi ji bhai kya baat hai,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,

main ne kaha keh main mona se baat karna chahta hun lekin ama ji aur mafia ke samny kaisy karoon us ne bhi apni aankhein nichy ki hui thi wo nechy nazar kiye hooy hi boli yeh masla toh hai main wahan zaida dair na ruka aur kamry ki taraf chal diya aur darwazy par punch kar main ne mona ko bahar aany ka ishara kiya,,,,,,,,,,,,,,,,,,

 mona sab se nazar bacha kar bahar aa gi main ne usko jaisy hi baramday min dekha tou main ne mona ko japhi dal di tab wo apna aap mujhse chura ke boli kya kar rahe hain kisi ne dekh liya tou tab main ne kaha keh main apny kamry min jaa raha hoon tum wahan aa jao ,,,,,,,,,,,,,,,,,,


1 user likes this post  • dpmangla
Quote

UPDaTE .................................569


meri baat sunkar mona boli wo log abhi chaye bana kar wapas aa jayenge aap mujhy amma ji ke kamry min hi jany do you main ne us ki baat sun kar thora narazgi ka izhar karty huye kaha theek hai jao aur khud apny kamry ke andar chala gaya,,,,,,,,,,,,,,,,, 

tab mona bhi mere pichy aai kamry min main tab tak apni char pai par baith chuka tha wo mere samny aa kar khari ho gi aur kehny lagi aisy toh naraz nahi hoty kya main ne galat kaha hai ,,,,,,,,,,,,,,,,,

tab main ne kaha tum toh sachi ho jao ab kya karne aai ho tab wo boli aapko naraz bhi to nahi kar sakti main ne kaha agar meri itni parwaah hai toh pehli baar hi baat kyun nahi maan lia krti tab wo boli main ne kabhi aap ki baat par Inkar kiya hai aur khud mere sath char pai par baith gi ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,

main khamosh hi raha tou us ne apna hath aagy barha kar mere hath ko apny dono hathoon min pakar kar dabana shuru kar diya aur boli aap mamlay ko samjha kirain aur abhi api uzma aur kiran chaye bana kar aa gi tou kya sochain gi tab mera gussa bhi khatam ho chuka tha ,,,,,,,,,,,,,,,,,,

main ne baithy baithy hi apna dusra hath uski kamar par rakh kar mona ko apny sath laga liya tab wo boli aap naraz toh nahi toh main ne kaha tum khud  socho itny din ho gaye tum ko dekhy huye aur aaj agar mauka mila hai tou tum aisy kar rahi ho ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,

tab mona boli aap bhi toh ab hamary ghar nahi aaty main ne kaha kya tum mera intezar karti ho toh wo boli aap khud batao keh main aap ka intezar karti hoon ya nahi aur sath hai usne mera hath chora aur apny dono bazu mery galy min daal ke boli ab mein jaowoon jis ada se wo jany ka keh rahi thi toh main usko mana na kar saka,,,,,,,,,,,,,,,, 

main bhi khara hone laga tou wo bhi khari ho gi main ne apny dono bazoon min usko le liya aur wo bhi mere saath lag kar khari ho gi,,,,,,,,,,,,,,,,, 

main ne apne hathon se uske  sar ko upar kiya aur uske gaal pe ek chummi le li tab wo jaldi se apna aap mujhse chura kar bahar ki taraf bagh gi ,,,,,,,,,,,,,,,

main bhi usko pakrny kaliye oske pichy bagha toh jab main kamry ke darwazy par puncha tou samny uzma chaye ka tray uthaye baramday min dakhal ho rahi thi,,,,,,,,

hum teeno hi apni apni jagah par ruk gaye mona amma ji wale kamry ki taraf main apny kamry ke darwaze par aur uzma bramday ke darwaze par aysay hi meri nazar uzma par pari toh main sharminda sa ho gia,,,,,,,,,,,,,,, 

main munh neechy kar ke khara ho gaya tab mona jaldi se ama ji ke kamry min dakhal ho gi aur uzma sar neechy kar ke mery aagy se guzarny lagi ,,,,,,,,,,,,,,,,,

tab main ne dekha wo smile karti hoi ja rahi thi ,,,, 

os waqt kirn wahan nahi thi achanak mujhy khiyal aaya keh kiran kahan hai es surat e hal min main uzma se sharminda sa tha mujhy amma ji ke kamry min Jany min jhijhak ho rahi thi kion keh main jis halat min moma ke pechay tha aur wo bagh rahi thi main soch raha tha keh uzma kya soch rahi ho gi keh hum kya kar rahy thy aur mona kion mery kamry se bagh rahi thi ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,

yeh batein soch kar mujhy sharam aa rahi thi keh meri behan ne mujhy dekh liya hai aur ab wo mery bary kya soch rahi ho gi lekin kiran ka khayal mujhy baar baar aa raha tha keh kirn kahan hai abhi main apne darwaze par khara yahi soch raha tha keh kirn bramday ke darwazy min dakhil hui ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,

mujhy dekh kar kirn boli yahan kya kar rahe ho toh main chup raha aur ulta main ne us se sawal kar diya tum kahan thi tab wo boli main tou washroom gi thi,,,,,,,,,,,,,,, 

uski baat sunkar meri jaan min jaan ai keh os ko pata nahi keh mona mery kamry min thi phir main apny kamry min aa kar baith gaya tou thori dair baad hi mona chaye ka cup lekar kamry min aai aur nazar nechy kiye huye hi mujhy chaye ka cup pakraya,,,,,,,,,,,,,,,,,,,, 

main ne chaye ka cup pakar lia aur sath hi os ka hath bhi pakar lia tab wo boli keh ap ko pehlay bhi mana kar rahi thi api uzma ne sab dekh liya hai ,,,,,,,,,,,,,

main ne kaha kasoor tumhara hi hai tum hi bagh kar ja rahi thi tum agar aisa na karti toh uzma ko kuch pata nahi chalna tha aur waise bhi hum ne konsa kuch Kiya hai,,,,,,,,,,,,,, 

tab wo meri taraf dekh kar boli please Jane do aur mujhse apna hath churany lagi dil toh mera nahi kar raha tha ki wo jaye lekin mujhy bhi lag raha tha keh agar  mona ko mery paas dair ho gi toh ho sakta hai kiran yahan na aa jaye isliye main ne uska hath chor dia aur wo kamry se bahar chali gi ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,

abhi hum chaye hi pee rahy thy keh bahar wala darwaza bajny ki awaz aai tou main bahar darwaza dekhne gaya darwazy par chachi ji khari thi aur wo pareshani ki halat min mujhse boli keh kiran log idhar hin ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,, 

main ne kaha ji chachi ji wo log abhi aaye hain toh chachi ghar mein dakhal ho gi aur tez tez qadam uthaty huye kamry min chali gi aur jaty hi kirn se boli tum logon ko tumhary abba ne kaha tha keh ghar se nahi niklna ab unka gussa aasman par hai ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,

chachi bahut pareshan lag rahi thi chachi ki baat sun kar un behno ne chaye ke cup neechy rakh diye aur jany kaliye khari ho gi tab ama ji ne kaha shahida tum logon ko kya ho gaya hay jawan bachion ko ghar par akila chhor kar gaye wo log wahan dar rahi thi ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,, 

chachi ji boli amma ji apny bety se pocho main ne toh unko bahut kaha tha keh in logon ko yahan chhor jayian lekin unhoon ne shakti se mana kar diya chachi ye baat karke meri taraf dekhne lagi,,,,,,,,,,,,,,,,,,, 

main bhi chup tha tab ama ji ne kaha aap logon ka jo dil kary wo karo meri kisi ko koi fikar nahi chachi log pershani min hi humhary ghar se chaly gaye  


1 user likes this post  • dpmangla
Quote

Nice Post
Dear Update 542 ke Baad Sidhe Update No 566 de diya
Beech ke updates kahan gaye Aise Bewakoof na Banao
Poore Updates do
Bhabhi ke Updates seh sidhe Mami ke Paas Pahunch gaye

Quote






exbii housewifemera gang rape kiyastory in hindi chudaijokes hindi sexygf ki chutmaharashtrian nude girlsshakeela latestghusa diyamarathi sexy gostibest adult jokes in hindiladki ki gaandtamil amma sex kathaigaldesi hot malsix story in urdutamil sex scandalshot sex stories malayalambollywood nude fakessexy behan storiesreal hindi sex kahanipressing boob videokajal agarwal armpitsangela devi galleriescousin seductionsex stories of suhagraatmula chappal photoschikna ladkakahani chudai ki in hindiexbii glamortelugu auntyspregnant exbiikerala armpitscuckold pollsshakeela naked sexkashmir pictures girlchut hindi storiesseema auntyxxx videoqhouse wifes naked picsindian sexi stori hinditelugu eroticahot desi aunties photobhai bahan sex storiesindian new telugu sex storiesexbii bangla storypakistan mms scandalhindi sex kahani siteskapde utar diyenew telugu sex storybollaywood sex netbabhi sexy storymallu actress exbiibangla choti.mobkimi verma hotsexi desi giralsexy stroristelugu s storiesurdu sexy syoriestamilsex kadhaitamils xxxneha bhabhi picsdesi urdu font kahaniyanshalini fakessex story urdudesinaked photobada bandabangla hindi sexsaxy storeytelugu aunty tho sex storytamil dairy storieshindi sensual storiesmouthfucking videoshindi sexy storuestelugu sex stories scribdrani fakebiwi ki badlisulty tamil exbii hindi jokes adultbua chodaShamrila tagour chudia videos photos