Click Here to Verify Your Membership
First Post Last Post
Romantic Dil, Dosti & Masti.......

Update--19
_______________



Aadi aur Anu bade pyaar se Ishan ka song sun rahe the… pata hi nahi chala ki kab rasta kat gaya aur medical clg ke gate se enter kar gaye… par jaise hi ye log parking par pahunche usi wakt takreeban 5 bikes ek sath aakar khadi ho gayi… shayad koi bikers ka gang tha…Ishan aur Aadi chaunk kar unn logon ko ghoor rahe the aur wo log bhi helmet ki ote se dekh rahe the…



______________



Inn teeno ko kuchh samjh aata usse pahle DDM ke baki ke bhi members aa gaye…Vikky ne ishare se Aadi se poochha ki hua kya jabki unn bikers ko dekh kar Kirru thoda tej awaaj me boli…


Kiran-- Aadi mujhe aisa kyu laga raha hai ki yeh log hum logon ko aise dekh rahe hain jaise kuchh cnfrm karna chah rahe hain… jakar dekhna chahiye mere hisab se…ho sakta hai koi jaruri baat ho…

Kirru ki baat sun kar Aadi bola…



Aditya-- hmm lag to mujhe bhi raha hai par inka ghoonghat (helmet) inki shakl hi nahi dekhne de raha hai…tu sahi kah rahi hai jakar dekhta hoon…

Aadi ki baat sun Anu boli…


Anushka-- bilkul jarurat nahi hai jaakar poonchhne ki… tujhe kya padi hai… unki garaj hogi to aayenge tere paas … waise Aadi yaar ek baat bolu…



Aditya-- bol naa …tujhe bhi kya ho jata hai kabhi kabhi…abb kya muhurt niklwayegi …

Aadi ki baat sun Anu ne bolna to shuru kar diya par naa janu kyu uska chehra utarne laga tha…


Anushka-- Inn logon ko dekh kar mujhe naa jane kyu last year wali baat yaad aa rahi hai… jab railway track par racing ki thi ham sab ne aur wo wala hadsa ho gaya tha…

Anushka ka ishara Aadi aur baaki ke sabhi group member achhi tarah samjh gaye … Aadi ghabra kar bola…


Aditya--Ohh teri ki yaar … uss baat ko to mai bhool hi gaya tha… phir to chup chap dekna chahiye kya matter hai…waise ye sale yahan tak pahunch kaise gaye… kuchh samjh nahi aa raha…

Baki sab ne bhi Aadi ki haan me haan milayi…Abb to Kirru ki bhi bolti band ho gayi thi …jabki samne bike se ek ladka utra aur Ishan ki car ki taraf aane laga … baaki ke sare ladke wahi khade sabko dekhte rahe…Wo ladka gadi ke paas tak aaya…bade dhyaan se sabhi ko dekha aur wapas chala gaya… par DDM wale chup chap use dekhte rahe…bikers chale bhi gaye par car me sannata faila raha jabki vikky aur Kirru car ke bahar khade jane kis soch me gum the tabhi Anu boli…


Anushka-- Aadi yaar ye wahi Aankhein thi jo uss hadse ke baad mujhe restro me ghoor rahi thi…mujhe lagta hai unn logon ko mere upar shaq ho gaya hai…

Anu ki baat ko Ishan ne kafi gusse me kaat diya…


Ishan-- Tujhse kisi ne kuchh poonchha kya… uss wakt bhi tujhse bola tha ki jo hua usme teri galti nahi thi… jo kuchh bhi hua wo mujhse,Vikky se aur Aadi se matlab rakhta hai bas…khas kar ki mujhse… sari baat bhool jao bas itna yaad rakho ki sab mujhse hua tha…

Ishan ka ye roop sabhi ne pahli baar dekha tha…par Anu ko jaane kis baat ka dar tha…


Anushka-- Ishan tu janta hai ki galti tum sab ki nahi sirf aur sirf meri hai… mujhse crime hua hai yaar …itni mushkil se sab bhooli thi mai…Ye kaise ho gaya… ye log yahan tak kaise aa gaye… kahi usko kuchh ho to nahi gaya… kahi wo marr to nahi gaya…Ishan mujhe bahut dar lag raha hai…

Anushka apna chehra apni hatheliyon me chhipa kar rone lagi… baaki sare doston ke chehre par chinta ki jhalak saaf dikh rahi thi…


comming soon…

Quote

Reps AddedReps Added +20

Quote

Gud Posts

Quote

(04-03-2018, 10:39 AM)rajbr1981 : Reps AddedReps Added +20

Thanks bro

Quote

(04-03-2018, 04:03 PM)dpmangla : Gud Posts

Dhanyawad bhai

Quote

Update--20
_______________




Anushka-- Ishan tu janta hai ki galti tum sab ki nahi sirf aur sirf meri hai… mujhse crime hua hai yaar …itni mushkil se sab bhooli thi mai…Ye kaise ho gaya… ye log yahan tak kaise aa gaye… kahi usko kuchh ho to nahi gaya… kahi wo marr to nahi gaya…Ishan mujhe bahut dar lag raha hai…

Anushka apna chehra apni hatheliyon me chhipa kar rone lagi… baaki sare doston ke chehre par chinta ki jhalak saaf dikh rahi thi…




_____________




Anushka ko bachon ki tarah rote dekh sabhi doston ka mood buri tarah off ho gaya… Kirru jaakar back seat par baith gayi aur Anu ko samjhane ki koshish karne lagi…par Anu bahut dar gayi thi…




Ishan se jab nahi raha gaya to wo bhi driving seat se uth kar peechhe Anu ke bagal me aakar baith gaya…jaisa ki maine pahle bhi bataya tha ki Ishan aur Anu bachpan ke dost hone ki wajah se ek doosre ke behadd close the…




Ishan ne bade apnatwa ke sath Anu ke sir par hasth fera to Anu ne haule se sir utha kar Ishan ki taraf dekha…Ishan ka chehra dekh Anu ke sabra ka baandh toot gaya aur wo usse lipat kar rone lagi…aisa itne Saalon ki dosti me doosri baar hua tha ki Anu iss tarike se Ishan ke gale lagi ho… Ishan ki bhi Aankhein bhar aayi aur wo Anu se bola…



Ishan-- tu kyu ghabra rahi hai Anu… mujhe kasam hai teri dosti ki tujh par koi aanch nahi aa payegi… aur tum sab ko hamari dosti ka wasta koi bhool kar bhi Anu aur iss ghatna ka naam sath me apni jabaan par nahi layega…yaad rakho jo bhi hua wo maine kiya tha bas…

Ishan ne jab apna faisla sunaya to Anu awaak use dekhti rah gayi… par chup naa rah saki…



Anushka-- Ishan maine uss wakt bhi bola tha aur aaj bhi bol rahi hoon … galti ho gayi mujhse… mujhe bhaiya ko sab bata dena chahiye tha… police ko bhi… tumko nahi pata abb kitni badi musibat me fansne wali hoon mai… mera bhavishya chaupat hona tay hai sath hi mere pariwar ki izzat bhi mittu me mil jayegi…

Anu ke chehre par khauf tha…




Ishan-- Dimaag kharaab ho gaya hai kya tera… are kisi ne nahi dekha tha tera chehra… Helmet pahan rakha tha tune…aur wo gaadi bhi teri nahi thi… meri thi… jo hua matra ek hadsa tha… aur hajjar baar bol raha hoon ki mujhse hua tha tujhse nahi… mai hoon gunehgaar… tu kahe to jaakar police station aaj hi aatm samrpan kar doon… bol jaun…

Ishan ke chehre par gajjab ka aatm vishwaash tha…



Anushka-- par sach ye nahi hai… sach to ye hai ki…

Anu ko apni baat poira karne ka mauka bhi dene ke mood me nahi tha Ishan…


Ishan-- baar baar kyu ek hi baat ki rat laga rakhi hai tune… bola naa maine mujhse hua hai to hua hai…

Anu aur Ishan ko ek doosre me uljha dekh Aadi bhi kood pada waak yuddh me…



Aditya-- Anu kisi ne tera chehra nahi dekha hai… mai aur Ishan hain naa tu fikra kyu karti hai… dekh lenge yara jo hoga…ham sab sath hain aur sahi hain… koi kuchh naa bigaad sakta hai hamara…



Anushka -- Aadi tu bhi iske jaisi bahki bahki baat karne laga hai… iska to samjh aata hai par tu to samjh daar hai naa aise kaise koi aur mere gunaah ko apne sir le lega…jaane kya hua hoga uska… jinda bhi hoga ya nahi… samjh rahe ho naa tum dono

Anu wapas se foot foot kar rone lagi… abb Vikky se nahi chup raha gaya aur wo sabko daantne laga…




Vikky -- khabar daar se kisi ne agar apni janaan se ek shabd bhi nikala to…sala kitni der se tum teeno ki tarr tarr sun raha hoon… chup karo abb… uss bike wale ne kaha kya tumse ki wo wahi hai aur tumko pahchan raha hai… hadd kar rakhi hai yaar…bina matlab ke teeno thaak rahe hain…

Vikky ki baat sun kar wo teeno to kuchh naa bole par Kirru ke dimaag me khurafaat mach gayi…

Quote

Kiran-- Dekh Anu sau baston ki ek baat … teri jagah koi bhi hota to ek masoom ki asmat bachane ke wahi karta ju tune kiya… mai peechhe thi warna mai bhi wahi karti… mai hi kyu ham me se jo bhi pahle pahunchta yahi karta… insaniyat bhi kuchh hoti hai yaar… jaanwaron ki tarah tamaasha nahi dekha jaa sakta tha…


Tujhe batana hai to jakar bata de apne bhaya aur bhabhi se par yaad rakhna ki tu jald bazi kar rahi hai… unn haalaton ko koi nahi samjh sakta hai… sab muh faad kar nasihtein aur bhashan denge… baaki ka tu soch … ye yaad rakhna ki jo hua wo tune Akele nahi kiya ham sab ne kiya…to saja bhi sab bhugtenge…


Kirru ki baat khatm hote hi wahan sannata chha gayi…sabhi sahmat the kirru se… Anu abb bhi sisak rahi thi par kuchh bol nahi rahi thi…achank jaise Kirru ko kuchh yaad aaya aur wo uchhalte huye boli …



Kiran-- hey waise kya naam tha uss ladki ka … koi mila kya usse dobara …
Kirru ne badi utsukta se poonchha…



Anushka-- Ritu naam tha uska… dobara mili to nahi par haan ek do baar call par baat huyi thi usse…

Anu ne possitive reply kiya jise sun Kirru ki aankhein chamak uthi…



Kiran-- no to hai naa uska tere paas uska…



Anushka-- haan hai to kyu…



Kiran-- Are buddhu uss raat jo hua uske baare me usse behtar kaun bata sakta hai… wo to janti hi hai naa ki tu galat thi yaa sahi… agar tune wo kadam nahi uthaya hota to shayad wo kahi muhh dikhane layak hi naa rahti…


Kirru ki baat se sabhi ke chehron par rahat ki jhalak dikhne lagi… aur Anu apne cell phone ka contacts ki list dekhne lagi…

1 user likes this post  • dpmangla
Quote

Nice Posts

Quote

(05-03-2018, 12:05 AM)dpmangla : Nice Posts

Thanks bhai for your support

Quote

Update--21
_______________



Kiran-- Are buddhu uss raat jo hua uske baare me usse behtar kaun bata sakta hai… wo to janti hi hai naa ki tu galat thi yaa sahi… agar tune wo kadam nahi uthaya hota to shayad wo kahi muhh dikhane layak hi naa rahti…


Kirru ki baat se sabhi ke chehron par rahat ki jhalak dikhne lagi… aur Anu apne cell phone ka contect list dekhne lagi…


--------------------




Bahut khojne par Ritu ka cell no mil bhi gaya … par inn logo ne baad me call karne ka faisla kiya aur chal pade canteen ki taraf kyu ki mood bahut off ho gaya tha aise me sabhi ko coffee ki sakht jarurat mahsoos ho rahi thi…



Ishan khamoshi se Anu ko dekhe huye uske barabar me hi chal raha tha jabki Anu kirru ka haath pakad kar chal rahi thi kyu ki use Kirru me apni supporter dikh rahi thi…thodi der pahle jo idea diya tha Kirru ne wo kisi ke dimaag me aaya tak nahi tha…


Aadi aur Vikky aaj pahli baar pareshan se the… Vikky jyada pareshan tha…wajah shayad unhi dono ko behtar samjh aa rahi thi kyu ki dono ke chehre par ek jaise bhaaw the…



Canteen ke andar jane se pahle corridor me hi Ishan ne Anu ka haath pakda aur bahar ek ekaant kone me kheench le gaya… aaj Anu bilkul nahi cheekhi Ishan ki iss harkat par bas uske peechhe yantra chalit si chalti chali gayi…jab ruki to poonchhne lagi…


Anushka-- Kya hua Ishan… aise kahan lekar jaa rahe ho mujhe…


Ishan-- Kahi lekar nahi jaa raha hoon tujhe… bas do min akele me baat karna chahta hoon…

Ishan ka swar kafi gambheer tha…



Anushka-- aisa kya bolna chahte ho jiske liye side me aana pada…bolne se pahle ye yaad kar lo ki kuchh bhi fajool ka yaa wahiyaat sunne ka mood nahi kar raha hai

Anu ke tewar teekhe the…



Ishan-- sirf itna kahna thi ki please udaas mat ho … achha nahi lagta hai jo bhi problem hogi wo milkar solve kar lenge…plz muskurati raha kar naa… jab tu udaas hoti hai to bada apshagun ho jata hai yaar…

Anushka ne Ishan ku baat ka koi jawaab nahi diya bas sir niche kar ke muskura di…Isha n ne dekha to raahat ki saans li …Anu ka muskurana Ishan ko bahut pyara lag raha tha par tabhi Kirru ne deno ko bula liya…



Coffee mug haath me liye Anu saal bhar pahle wale uss manhoos din me khoti chali gayi jis din ka khauf aaj bhi uske vartmaan ko apni giraft me liye huye hai…

1 user likes this post  • dpmangla
Quote






incent taboo storiesindian new telugu sex storiesfamily groupsexhindi sex xsexy stroisindian homely girlsbhabhi ki malishhindi chudai stories in hindidesi xxx stories7 inch penis picsarabian school girl sexamma paiyan storieshot urdu sex storiessuked boobssallu pisukupinni telugu sex storytelugu sex stories english scriptsexy storeisex books in kannadadesi lanjalutelugu hot sexy storiessexy gujjuCharpai pe bandhke rep vedio sexi.com.pkbus ka safartamilauntyhairy armpit picturesmarthi sex storytollywood bluefilmsnude bengali housewiveswife selfshotssali storiesexbii photosनीलम की सेक्सी कहानीkatha marathi chawatsex stories in hindi in pdfxxx.v.wetindanbollywood exbiitamil actress sex galleriesmalayalam sex adesi hindi adult storywww.malayalam kuthoriginal homemade porn100000 xxxx anty nudu picsex kathigal in tamildesi blousehot pics of shakeelahot telugu couplesexy urdu fount storiesdesi hairy armpitsesx storiescomedy on vegina Thanedar Nubap beti sex storyfree lactation sex storiesnide mujraindiansex stories incestmadras auntybade mammegujrati pornosexys storyssexy porn story in urduarchana auntysexy st0riessexy chachi storytamilsex viediosme chud gaikerla erotic sex storiesbihar xxx videore sangharsh desibeeswww.telungu sex.comarmpit stubble imagesangela devi boobsonline sex comics in hindi